Header Ads

SSC CHSL ke Important Questions of Math

SSC CHSL ke Important Questions






SSC CHSL ke exam date 04.03.18 se start hone hai or 26.03.18 tak chalne wale hai . ssc CHSL ke admit card official website se downkoad kre ja sakte hai or SSC CHSL ke kuch important question par nazar daale to SSC me aane wale matha ke kuch important questions ki list banayi ja sakti hai jisse exam me achi tayyari kar sakte hai.



Ssc online exam leta hai or SSC me math ka bahut important role hai. Agar aap math ka syllabus wise tayyari karte hai to aap ssc me acha result set kar sakte hai.




Ssc me math me aap 50 me 48 marks ka attempt kar skate hai . Uske liye regular practice set se achi tayyari ki ja sakti hai. 


Aap math kki topic wise bhi practice kar ke ache number la sakte hai. 


Jin students ke pass tuition center join ka time nahi hota hai unke liye youtube ek acha option hai . Aajkal ache tutor online topic wise math ka full syllabus online sikhate hai or apki isi tarah se achi practice ki ja sakti hai.


Math ke kuch questions ki list .

Profit and loss


Profit and loss ke question apko two to three type ke question math me aate hai . Jinki aap R.S Aggarwal ki book se practice larke inko cover kiya ja sakta hai.

Time and distance


Time and distance se bhi apko 2-3 questions mil jate hai. Regular practice karne se apke ye topic within 2 days me cover kiye ja sakte hai.


Simplification 


Simplification ke apko 4-5 question mil jate hai . Jinki basic rules ki help se aap inko cover kiya ja sakta hai. 



Percentage


SSC CHSL me adhiktar 2-3 Question aate hai.  Iske liye aap R. S aggarwal ki book le sakte hai or online youtube se bhi iske achi trick mil jati hai .

Ratio and proportion

Ssc me ratio and proportion me se 1-2 questions aate hai. Ratio and proportion me simple basic rule se bhi solve kiya ja sakte hai.


Time and work


Time work ke me basic question .Mil kate hai isme se 2-3 question. Exam me aate hi hai. Adhiktar isme puche jaane wale question. Is tarah ke hote hai ki 2 man ek kam ko 10 din me karte hai or 4 aurte 20 din me . To 3 man 3 woman kitne din me kam ko complete karenge . 


Math ka full syllabus Apko mTh ki book R.S Aggarwal se complete kiye ja sakte hai . Ye mTh ke liye best book hai..

No comments:

Popular

Powered by Blogger.