Header Ads

How to Make Typing Fast

How To Typing Faster - Resultsarkar.tk



How to Increase Typing Speed






It is very important for all that how to improve your Typing speed very quickly.



That I will give some suggestion to improve faster your typing skill. Here is some basic rule to develop your Typing faster. After using this technique your typing speed minimum 40 WPM.



And it is quit enough for any exam either government job or private job.


Here are some rule to develop your Typing skill through it.


Typing speed kaise increase karein ?

Rule No. 1:

Jab bhi aap Typing Start karein to aap ka focus typing sikhne me hona chahiye na ki typing ki speed increase karne me or jyada dhyan kewal typing me ho isse apki speed and accuracy bhi maintain rahegi.


Rule No. 2


computer par typing ki practice karne se pahle jaan le ki typing karne ke liye keyboard par ungli ki tarah rakhni hai. Starting me apko Left hand ki fingures ko ASDF Key's par rakhni hai or Righ Hand ki fingures ;lkj Key's par rakhni hoti hai.

Pahle left hand ki fingar se type karna hai or fir right hand ki fingar se karni hai. iski practice kam se kam din me 2 Hours Starting ke 5 Days karni hai. 

And yaad rahe jab bhi aap type karein to jis key to type kar rahe hai usko bol bol kar type kijiye jisse apki typing karte hue hi Key's ungliyon par yaad ho jayegi ki kon si ki kis ungli par aati hai.


Rule No. 3

Jab aapki typing ki practice ASDF keys ki ho jayegi 5 Din baad me aap ASDF me ek key or jod de, ab ASDFG tak apko practice karni hai aise hi right hand keys ko bhi ;lkjh keys tak typing kar deni hai or iski bhi din me 2 Hours and 5 Days iski bhi practice karni hai.

or iske baad me aap isse uppar wali line me aakar type ki practice karna start kar denge or apko yaad rahe jab bhi aap uppar ya niche ki line me type karein to apka hath bich wali line mera mtlb hai jisme ASDF wali key hai uspar hi rakhni hai. 









हमारी कोशिश है कि आप सबसे पहले सबसे सही जानकारी प्रदान कि जायें

No comments:

Popular

Powered by Blogger.