how to prepare for ias Exam and Tricks in hindi -
how to prepare for ias in Hindi -
UPSC Exam Preparing Tips and Trick |
You are dreaming of becoming an IAS and you are not able to decide how to get started. These articles will help you in getting your right decision.
aap IAS banane ka sapna dekh rahe hai or tay nahi kar pa rahe hai ki shuruaat kis tarah se karein. ye article apko help karega apka right decision lene me. apko apna sapna sach karne ke liye jarurat hai strategy banane ki.
Candidates IAS ki preparation ek saal pahle se hi shuru kar deni chahiye. Apna target IAS Mains ke liye rakhe kynki Mains ki tayyari karte hue apki pre ki bhi tayyari ho jati hai or Pre exam ke baad me apko kewal 3 Mahine ka samay milta hai Main ki tayyari ke liye. Agar aap 1 saal pahle hi Mains ki tayyar karne lag jayenge to apka ye fayda ho jata hai ki aap pre ki bhi achi tarah se tayyari kar lete hai. Jisse aapne wale exam me Apke chance badh jate hai.
IAS Pre-Exam Syllabus
IAS Pre-Exam me 2 paper hote hai. ek General Study ka or dusra Apptitude ka test hota hai. Agar aap General study ki tayyari ache se karte hai to apka pre ache se clear ho jayega.
Jab apka Pre-Exam ki date najdik aa jaye to Apptitude test ki tayyari karein. Apptitude test me apke english or math, dono hi 10th Standard base hota hai. isiliye inki ache se preparation kar le.
Paper ki tayyari karne se pahle Questions ka pattern janana bahut jaruri hai. or pichle saal aaye hue questions se paper me help mil sakti hai. aap last year ke question paper dekhkar samajh payenge ki kis tarah ke questions exam me aate hai. or usi tarah se apni tayyar kar payenge.
IAS Hindi medium books
IAS ki tayyari ke liye apko market me jakar Hindi/English dono hi mode me apko book mil jayegi. or uske according aap apni tayyari me lag sakte hai.
aap IAS ki tayyar ke liye kisi bhi book store se Samanya Adhyan ki book lekar tayyar karni start kar sakte hai.
Book store par apka IAS Preliminary Exam book and Mains Exam book dono hi book mil jayengi. agar aap Hindi me tayyar karna chahte hai to hindi me book awailabe hai or English me bhi karna chahta hu.
IAS preparation tips from toppers in Hindi
22 Year ki Tina Dabi Delhi ki rahne wali hai or Inhone 2015-16 me Civil Services Exam TOP kiya ha. or IAS Officer Banane ke liye ye unka first attempt tha.
Ma banki Sabse badi prerna ka shrot.
Tina dabi kahti hai ki unki maa hi unke liye sabse badi prerna bani thei. Unki maa ne hi unke IAS ke inspire kiya or prepration ke liye bhi tayyar kiya.Isiliye tina kahti hai is successpe jitna haq mera hai utna hi mera maa ka bhi hai.
Unki maa ne bataya ki Tina apni study karte hue 10-10 Hours Padhti hai rahti thi or kaha tina Starting se hi bahut mahnti hai. Tina ki maa bahut hai Proud feel karti hai apni beti ko dekhkar.
syllabus for IAS in Hindi medium
Paper 1 Essay - 250 Marks
2. Paper II General Studies I - 250 marks
- Indian Heritage and Culture
- History and Geography of the World
- Indian Heritage and Culture,
- History and Geography of the World and Society
3. Paper 3 General Studies II - 250 marks
- governance
- constitution
- politics,
- social justice and international relations
- Governance,
- Constitution,
- Polity,
- Social Justice and International relations
4. Paper 4 General Studies III - 250 marks
- Technology,
- Economic Development,
- Biodiversity,
- Environment,
- Safety and Disaster Management
- Technology,
- Economic Development,
- Bio-diversity,
- Environment,
- Security and Disaster Management.
5. Paper 5 General Studies IV - 250 marks
- Ethics,
- Integrity and Aptitude)
6. Paper 6 Alternative Topics - Paper 1- 250 Marks
7. Paper 7 Alternative Topics - Paper 2 - 250 Marks
No comments: